Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2020

Dahej...... unexplained story.

Dahej.... ..            unexplained story .                                 Kal hamare nukar ko ladki hui, basically sab happy the hi but ussne introduce kiya ki dekho ghar main dahej hua. muze na kuch samja, jab Maa  ko pucha dahej hua matlab tab usne kaha usse beti hui. main sochne laga ki sach main yesa hai.kya beti sach main dahej hoti hai, aur kyu yesa hai. aaj betiya sach main lakdo se kam toh nhi hai, Infact ladkiya ki compare toh hai hi nhi. they are really at high level. then yesa kyu, ladke agar paida hue toh kul ka deeepak aur  ladkiya hu toh dahej yesa kyu....                                Manta hu ki old thinking hai, ek wakt tha ki ladkiya ko jyada bandhane thi.par aaj ke wakt, jaha ladkiya chandrayaan, mangalyaan se leke airplane bhi chala liya hai, toh ye ladkiya sach ...