Jaruri ki jinti mohobatt tum karo, tumhe unti hi mohobatt mile. Beshaq umeed par duniya kayam hai par umeed par mohobaat kayam nhi hai. Jitni umeed rakhoge shayad utna aur tum tutt jao. ye mohobaat ka ranga hi yesa hai. lagya toh chain nahi, aur na lagya toh zindagi mile na. Jazbaat aadhure hone do, waade aadhure rehne do bas kabhi pyaar aadhura na hone do. Muze laga tha, ki kya koi mohobatt karega, main ek albela apni masti main khoya sa, apne dhun main hamesha gungunta rehta,apni hi duniya main khoya rehta tha. Par muze kya pata tha, ki koi apne nighao ka jaadu kar hi dega. Uss safar main hamne usse kya dekh liya, mano meri akeli duniya ka koi sathi dar mil sa gaya. par har subha uss din se bass uski raahe dekhta tha, main bus main tab tak nhi jata tha jab tak woh muze na dikhe.main janta thi tha par maine apna dil kho sa diya tha. dheere dheere main bass usse dekhta tha, kabhi kabhi manzil ke aage nikal jata tha, aur muze h...
Welcome to my corner of the internet! Here, I share my writing , ranging from personal reflections and creative stories to informative articles and insightful analyses."